Thursday, August 18, 2011

Corruption

Congress ki baat kare to kuch aisi hai ki

ghotale mein fasta hai shaitan,
bhai... shaitan ka kaisa hota hai imaan?

kabar mein fase pair kabhi bahar nikalte nahi
aatma kabhi marti nahi

Jo khatam hota hai wo sharir
Jo janm leta hai wo sharir

Zimmedariyon se bhaagne walon pe bharosa karte nahi
charitra mein vishwas rakhne wale ghotala karte nahi

No comments: